Aar Ya Paar Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Aar Ya Paar
Movie: Aar Ya Paar
Singer(s): Jolly Mukherjee
Music By: Vijay Kalyanji Shah
Lyricist(s): Maya Govind

Jhoom jhoom jhoomlo jhoom jhoom jhoomlo – 3
(Zindagi me aata hai moka ek bar
Aar ya par aar ya par) – 2
Jhoom jhoom jhoomlo jhoom jhoom jhoomlo – 3

Pa ke kya mila kho ke kya mila ro ke kya mila
Roh ke jo milahans ke jo mila jo hona tha wo to ho chuka
Mood ke dekh mat baji khel ja
Lamha lamha ja raha hai lamha lamha ja raha hai
Jo hai wo aaj hai na kal ka etabar
(Zindagi me aata hai faisala ek bar
Aar ya par aar ya par) – 2
Jhoom jhoom jhoomlo jhoom jhoom jhoomlo – 3

Ha ha kya junun hai kya khumar hai
Wo hai samne par intjar hai kuch bhi ho magar
Pyar pyar hai chehare lakh ho yaar yaar hai
Jane jana ab to sun le jane jana ab to sun le
Huyi huyi manjil ki aakhiri pukar
(Zindagi me aata hai faisala ek bar
Aar ya par aar ya par) – 2
Jhoom jhoom jhoomlo jhoom jhoom jhoomlo – 3