Hmm, aate jaate khoobsurat awara sadko pe
Kabhi kabhi itefaq se
Aate jate khubsoorat awara sadko pe
Kabhi kabhi itefaq se
Kitne anjaan log mil jate hain
Un me se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Un me se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Aate jaate khoobsurat awara sadko pe
Kabhi kabhi itefaq se
Kitne anjaan log mil jate hain
Un me se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Un me se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Awaz ki duniya ke doston
Kal raat kisi jagah pe mujhko
Kis kadar yeh haseen khayal mila hain
Raah mein ek reshami rumal mila hai
Kis kadar yeh haseen khayal mila hain
Raah mein ek reshami rumal mila hai
Jo giraya tha kisi ne jaan kar
Jiska ho le jaye wo pahchan kar
Warna main rakh loonga usko apna jaan kar
Kisi husn wale ki nishani maan kar
Nishani maan kar
Haste gaate logon ki baaton hi baaton mein
Kabhi kabhi ek mazak se
Kitne jawan kisse ban jaate hain
Un kisson mein chand bhool jaate hain
Chand yaad rah jaate hain
Un me se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Taqdeer mujhpe meharban hain
His shuak ki ye dastan hain
Usne bhi shayad ye paigam suna ho
Mere geeto mein apna naam suna ho
Usne bhi shayad ye paigam suna ho
Mere geeto mein apna naam suna ho
Dur baithi ye raaz wo jaan le
Meri awaz ko pehechan le
Kaash phir kal raat jaisi barsat ho
Aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho
Lambi lambi raaton mein jab neend nahi aati
Kabhi kabhi is phirak se
Kitne hasin khwab ban jaate hain
Unme se kuch khwab bhool jaate
Kuch yaad rah jaate hain
Unme se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain
Aate jate khubsoorat awara sadko pe
Kabhi kabhi itfaq se
Kitne anjaan log mil jate hain
Unme se kuch log bhool jaate hain
Kuch yaad reh jate hain