Aaye Na Balam Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Shabab (1954)

Aaye na balam wada karke

Aaye na balam wada karke
Aaye na balam wada karke

Thak gaye naina dheeraj dharke
Dheeraj dharke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam

Chup gaya chanda, lut gayi jyoti
Chup gaya chanda, lut gayi jyoti
Taarein ban gaye jhoothe moti
Taarein ban gaye jhoothe moti

Pad gaye pheke rang nazar ke
Pad gaye pheke rang nazar ke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam

Aao ke tum bim aankhon mein dum hain
Aao ke tum bim aankhon mein dum hain
Raat hain lambi jeevan kam hain
Raat hain lambi jeevan kam hain

Dekh lu tumko mein jee bhar ke
Dekh lu tumko mein jee bhar ke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam