Ab To Humko Ek Duje Ka Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name :- Indra Jeet (1991)
Singer :- Asha Bhosle, Amit Kumar
Actors :- Neelam Kothari
Lyricist :- Gulshan Bawra
Music :- R D Burman

Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai
O Tere Sang Hi Jina Hai Ab
Tere Hi Sang Mar Jana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai
O Tere Sang Hi Jina Hai Ab
Tere Hi Sang Mar Jana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai

O Ye Rang Chadhta Jayega
Nikhar Badta Jayega
Pyar Apna Hota Rahe Har Din Jawa
O Ye Rang Chadhta Jayega
Nikhar Badta Jayega
Pyar Apna Hota Rahe Har Din Jawa
Is Jivan Ko Pyar Ke Rang Se
Ab Rangin Banana Hai
O Tere Sang Hi Jina Hai Ab
Tere Hi Sang Mar Jana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai

Rahu Sada Teri Baho Me
Pyar Bhari In Raho Me
Aankho Hi Aankho Me Bate Kare
Rahu Sada Teri Baho Me
Pyar Bhari In Raho Me
Aankho Hi Aankho Me Bate Kare

Kya Kya Hoga Is Masti Me
Mausam Bhi Mastana Hai
O Tere Sang Hi Jina Hai Ab
Tere Hi Sang Mar Jana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai
Ab To Humko Ek Duje Ka
Har Pal Sath Nibhana Hai