Album Name: Hum Dono (1961)
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Abhi abhi to aayi hon
Abhi abhi to
Abhi abhi to aayi hon
Bahar banke chahi hon
Hawa zara mehek to le
Nazar jara behek to le
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh dil sambhal to le zara
Mein thodi der ji to lu
Nashe ke ghut pe to lu
Nashe ke ghut pe to lu
Abhi to kuch kaha nahi
Abhi to kuch suna nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Sitaren jhilmila uthe
Sitaren jhilmila uthe
Chiurag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna
Na badhke raah rokna
Agar mein ruk gayi abhi
To jaa na paaongi kabhi
Yehi to hoge tum sada
Ke dil abhi nahin bhara
Jo khatm ho kisi jagah
Yeh aisa silsila nahi
Abhi nahi abhi nahi
Nahi nahi nahi nahi
Abhi na jao chodkar
Ke dil abhi bhara nahi
Adhuri aas, adhuri aas chodke
Adhuri pyas jo roz yuhi jaaongi
To kis tarah nabhaogi
Ke zindagi ki raah mein
Jawan dilo ki chaah mein
Kai matam aayenge
Jo humko aazmayenge
Bura na manu baat ka
Yeh pyar hain gila nahi
Yehi to hoge tum sada
Ke dil abhi nahin bhara
Haan dil abhi bhara nahi
Nahi nahi nahi nahi