Ae Naujawan Hai Sab Kuch Yaha Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Ae Naujawan Hai Sab Kuch Yaha
Movie: Apradh
Singer(s): Asha Bhosle
Music By: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist(s): Indeevar

Ae naujawan hai sab kuch yaha – 2
Jo chahe le le khushi se
Tune kaha dekha jaha
Tobba na kar tu abhi se

Aa ab jaam si peele
Pee le pee le
Har rang me tu jee le jee le jee le
Husn yaha ishq yaha – 2
Aankhe chura mat kisi se

Ae naujawan hai sab kuch yaha
Jo chahe le le khushi se
Tune kaha dekha jaha
Tobba na kar tu abhi se

Aa pehlu me aa ja aaja aaja
Dil se mere na ja naja naja
Sare usi kagaz ke phul – 2
Kya payega berukhi se
Ae naujawan hai sab kuch yaha
Jo chahe le le khushi se
Tune kaha dekha jaha
Tobba na kar tu abhi se