Ae Hawa Kuch To Bata Lyrics

Posted by & filed under , .


Singer: Lata Mangeshkar
Movie : Maachis (1996)
Actor: Tabu, Chandrachud Singh

aye hawa kuch to bata
jane walo ka pata
aye hawa kuch to bata
jane walo ka pata
kali ghatao tum chuke pahado ko
laut aana ha tum laut aana

jungle se jati lagdandio pe
jungle se jati lagdandio pe
dekho to shayad paw pade ho
kohre ki rughiya
thandi gufa me badal pahan ke
shayad khade ho
haule se kano me mera kaha kahna
laut aana ha tum laut aana

bujhne laga hai jhilo ka pani
bujhne laga hai jhilo ka pani
ghulne laga hai sham ka suna
kaha se thamu rat ki chadar
kaha se paku dhup ka kona
jayiyo par sunke mera kaha kahna
laut aana ha tum laut aana
aye hawa kuch to bata
jane walo ka pata
kali ghatao tum chuke pahado ko
laut aana ha tum laut aana