Singer: Aamir Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Movie / Album: Akele Hum Akele Tum (1995)
Actor: Aamir Khan, Manisha Koirala
Aaya hu yaaro
dil apna deke
ankho me chehra
kisi ka leke
wo dil ka katil
dilbar hamara
jiske liye main
huwa awara
milte hi jisne
chuma tha mujhko
phir naa palat ke
dekha dobara
aur isi liye dosto
maine faisla kiya
ke phir kabhi kisi se
pyar nahi karunga
kabhi kisi ladki ko
apna dil nahi dunga
aisa jakham diya hai
jo naa phir bharega
har hasin chehre se
ab ye dil darega
ham to jaan dekar
yuhi mar mite the
sun lo ae hasino
ye hamse ab naa hoga
aisa jakham diya hai
jo naa phir bharega
har hasin chehre se
ab ye dil darega
ham to jaan dekar
yuhi mar mite the
sun lo ae hasino
ye hamse ab naa hoga
aisa jakham diya hai
rasile honth chhalakte gal
mastani chal bura kar de haal
palak fadke ke dil dhadke
umar ki uthan, kadakti kamal
katil ada jalim haya
mere khuda, mere khuda
shola badan, behka chaman
magar yaaro
ham to jaan dekar
yuhi mar mite the
sun lo ae hasino
ye hamse ab naa hoga
aisa jakham diya hai
jo naa phir bharega
har hasin chehre se
ab ye dil darrega
ham to jaan dekar
yuhi mar mite the
sun lo ae hasino
ye hamse ab naa hoga
aisa jakham diya hai
rasile honth chhalakte gal
mastani chal bura kar de hal
palak bhadke hai ke dil dhadke
umar ki uthan, kadakti kamal
katil ada, jalim haaya
mere khuda, o mere khuda
tu jo kahe to taro me
tujhe lekar chalu
tu jo kahe to kadmo me
unhe la dal du
sine se lagake ye badan
kar du gulabi
chehra chum kar ke main
bana du aftabi
ham toh jaan dekar
tumpe mar mite hai
kaun pyar tumse itna karega
aisa jakham diya hai
jo naa phir bharega
har hasin chehre se
ab ye dil darrega
aisa jakham diya hai
aaya hu yaaro dil apna leke
aankho me chehra kisi ka leke
koi naa koi mera bhi hoga
yahi pe kahi chhupa hi hoga