Sunita, Sunita, Sunita
Sunita, Sunita, Sunita
Sunita, Sunita, Sunita
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Dekhate hi tujhe hosh gum hue
Hosh aaya to dil mera dil na raha
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Reshami zulfein hain
Saavan ki ghataaon jaisi
Palkein hain teri ghane
Ped ki chhaanv jaisi
Bholapan aur hansi
Afreen afreen
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Dekhate hi tujhe hosh gum hue
Hosh aaya to dil mera dil na raha
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Jheel si aankhon mein
Masti ke jaam leharaye
Jab honth khule tere
Sargam baje, mehke fizaye
Har ada dil nasheen
Aafreen aafreen
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Dekhate hi tujhe hosh gum hue
Hosh aaya to dil mera dil na raha
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Patli si gardan mein
Ek bal hai suraahi jaisa
Andaaz matakne ka
Dekha na kisi ne aisa
Gulbadan nazaneen
Aafreen aafreen
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua
Dekhate hi tujhe hosh gum hue
Hosh aaya to dil mera dil na raha
Aisa kabhi hua nahi
Jo bhi hua khoob hua