Angna Mein Baba Duare Pe Ma Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Song: Angna Mein Baba Duare Pe Ma
Movie: Aankhen (1993)
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music By: Bappi Lahiri

Angna mein baba duare pe ma, kaise aaye gori ham tumhare gharma
Khet gaye baba bazar gayi ma, akeli hu ghar ma tu aa ja balma

Ghar man jo aaive to hamein kya khilaayi ve
Garam garam halwa aur poori pakaayi ve
Naram naram hathon se kha ja balma
Angna mein baba……

Halwa puri khaive to nindiya na sataayive
Nindiya mein tohare liye anchal bichhaayive
Sijiya ki kismat jaga ja balma
Khet gaye baba…..

Kya hoga bazar se ma jo aayi, kah dungi ma ye hai tera jamaayi
Hath mera mangne ko aa ja balma
Angna mein baba…..