Ankhe Bandh Karke Jo Ek Chehra Najar Aya Lyrics

Posted by & filed under , , .

Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie / Album: Aitraaz (2004)
Actor: Akshay Kumar

ankhe bandh karke jo ek chehra najar aya
woh tumhi ho ai sanam woh tumhi ho ai sanam

jisse pyar karte hee dil ko mere karar aya

tumhi jane jana mere pyar kaa sapna
dil ne mere mana dilbar tumhe apna
tumhi jane jana mere pyar kaa sapna
dil ne mere mana dilbar tumhe apna

mere yar pe
mere yar pe hai mujhko bada hee naz
meri chahto se tum
meri chahto se tum naa karna kabhi aitraz

ankhe bandh karke jo ek chehra najar aya
ankhe bandh karke jo ek chehra najar aya
woh tumhi ho ai sanam woh tumhi ho ai sanam

jindgi hai tujhse mera ishq kehta hai
too meri sason me har waqt rehta hai
jindgi hai tujhse mera ishq kehta hai
too meri sason me har waqt rehta hai

mera khwab too
mera khwab too hai tuhi meri parwaz