Assalam Walekum Walekum Assalam Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Assalam Walekum Walekum Assalam
Movie: Aap Ka Surroor – The Moviee
Singer(s): Himesh Reshammiya
Music By: Himesh Reshammiya
Lyricist(s): Sameer
Translation: Available

Assalam walekum, walekum assalam – (4)
Har insan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyar kiya hai
Maine, aap sabne, toh usi pyar ke nam zindagi kurban, mohatarama
(Jab aaye samne najro ke tum (mohatarama)
Honsho hawas mere ho jaye gum) – (2)
Duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
Assalam walekum, walekum assalam – 4) – (2)

Assalam walekum, walekum assalam
Teri kashish tadpati hai, dard-e-dil ye badhati hai
Betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai
Awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum – (2)
(Mere jasbat mein tum ho rawa (mohatarama)
Tum pe kurban hai dil ka jahan (mohatarama)) – (2)
Duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
Assalam walekum, walekum assalam – (2)

Yadon ki tanhayi mein, jajbo ki gehrayi mein
Ehsason ki sargarmi hai, tere khabo ki parchayi mein
Dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu – (2)
(Tumse deewangi ka hai nasha (mohatarama)
Pehele deedar se mein hu fida (mohatarama)) – (2)
Duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
Assalam walekum, walekum assalam – (2)
Mohatarama……..