Barso Pahle Kahna Tha Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:-Jai Shiv Shankar (1990)
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

barso pahle kahna tha
barso ke baad kaha
barso pahle kahna tha
barso ke baad kaha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
ke mai tumse mohabbat karta hu
ke mai tumse mohabbat karta hu
barso pahle kahna tha
barso ke baad kaha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
ke mai tumse mohabbat karti hu
ke mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu

kaise gujr eye saal kaho
kaise gujre ye saal kaho
kuchh apne dil ka haal kaho
mitti dalo sab baato par
mitti dalo sab baato par
ab koi pyar ki baat karo
ho teri kasam hardam karta mai
ye fariyad raha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
ke mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu
mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu

jitne din tumse dur raha
jitne din tumse dur raha
bas utne din mai jiya nahi
dil maine kisi ko diya nahi
dil maine kisi ko diya nahi
phir pyara kisi se kiya nahi
mai bechain raha betab rahab
barbaad raha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
ke mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu
mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu

insan nahi do parwat the
insan nahi do parwat the
jo apni jagah se hile nahi
kyonki hum dono mile nahi
kyonki hum dono mile nahi
khilne the ye phool jo khile nahi
ho teri yaado se lekin ye dil abad raha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
ke mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu
mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu

barso pahle kahna tha
barso ke baad kaha
itne baras tak jane dil ko
kaise yaad raha
na na mai tumse mohabbat karti hu
mai tumse mohabbat karta hu
na na mai tumse mohabbat karti hu

lyrics typed by : hanshu malik