name:-Sharada (1957)
singer :Chandbala, Shamshad Begum, Kamal Barot, Asha Bhosle
Lyricist:-Rajinder Krishan
Music By:-Chitalkar Ramchandra
ye subha subha kya karte aap bhagwan gita ka jap
kyu re nikhatu bhade ke tatu aur nahi koi tujhko kam
jab dekho ye pustak lekar japta hai tu ram nam
ari bhagwan ram nam ka lena to koi pap nahi hai
paki pakai dene wala ghar me koi tera bap nahi hai
bhagwan zara dhire bol ari bhagwan zara dhire bol
kya mai uncha bol rahi hu bat bat me zahar na ghol
mai to amrit ghol rahi hu
ye amrit hai to ja lade ek zahar ka pyala
ye amrit hai to ja lade ek zahar ka pyala
arey mai nahi vidhva hone wali tere kahe se lala
mai nahi vidhva hone wali tere kahe se lala
bol ko pehle apne tol mai to moti rol rahi hu
bhagwan zara dhire bol bhagwan zara dhire bol
kyu bhai lala sundar lal kaho aajkal kya hai hal
biwi ke hatho bejaan jite ji hum yaar
chup baithu to ho naraz bolo sataynash
yaar kahi se lade mujhko sona bhar apyun
sukh sans mile jo chhute ye htayari jhum
dekh lo ye zoru ka gulam dekh lo
dekh lo ye zoru ka gulam dekh lo
mardo ko kare badnam dekh lo
mardo ko kare badnam dekh lo
dekh lo ye zoru ka gulam dekh lo
dekh lo ye zoru ka gulam dekh lo
aaurat se ye mar khaye hath utha na paye
aaurat se ye mar khaye hath utha na paye
to bolo kahe bhaiya duniya me tum aaye
to bolo kahe bhaiya duniya me tum aaye
dekhna ho to ye bhola ram dekh lo
dekhna ho to ye bhola ram dekh lo
mardo ko kare badnam dekh lo
dekh lo ye zoru ka gulam dekh lo
arey bhai tu kahe ho udas
jab kah hi gaye kavi tulsidas
par lale ki ma ne bhaiya padhi nhai ramayan
padhi jo hoti kahe mere pichhe padti dayan
to suno batau pyar ki ek tarkib ho jaoge dang
hing na dena hafat kadi aur chaukha aaye rang
kyu re nikhatu bhade ke tatu ho tera stayanash
bol ye tere muh se kaisi aa ja rahi bat
hum to aaj pike aaye pila ke aaye
arey bol kaha se pike aay aye na samjhna chori ki hai
tere baba ke sang pi hai leta hai mere bap ka naam
tera baba bada sharabi, mera baba ha
tera baba bada kawabi mera baba ha tera baba
mera baba ha tera baba tera baba tera baba tera baba
tera baba tera baba
kya ho gaya inko haye ram badal gaye din bhagwan
bol tu dhire bolegi bolungi,
bol tu dhire bolegi ha bolungi
zahar kabhi phir gholegi lala amrit gholugi
shama karo mere swami mujhko
shama karo mere swami mujhko bol ko pehle tolungi
sada hi moti rolungi, sada hi dhire bolungi
ho sada hi dhire bolungi, sada hi dhire bolungi
ho sada hi dhire bolungi