Bharat Ka Bhai Lakshman Lyrics

Posted by & filed under , .

Song: Bharat Ka Bhai Lakshman
Movie: Aahutee (1978)
Singer(s):
Music By: Laxmikant-Pyarelal

Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam – (2)
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2)
Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam

Raam ki lila aparampaar -2
Raam ki rachna yeh sansaar, raam ki puja jivan pyaar
Kaani pawan gangan bharati sab kare pranaam
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam – (2)

Mandir ja ya mann mein dekh -2, satal jagat mein woh hai ek
Lekin usake roop anek
Wohi paarvati shiv, wohi raadha ka shyaam