Song: Bholi Surat Dil Ke Khote
Movie: Albela (1951)
Singer(s): Lata Mangeshkar, C Ramchandra
Music By: C Ramchandra
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote

O o o ….
Naye zamaane ki yeh chhaila, ujle kapade dil hai maila
Rang-rangi inki thaayi, ghar mein lekin kadki chaayi
Chorus: kadki chaayi -3
Rang-rangi inki thaayi, ghar mein lekin kadki chaayi
Fashion mein dil mote khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Naye zamaane ki yeh naari,
Oonchi sandal baaki saadi
Naino mein kajra hotho pe laali
Haath mein kangan kaan mein baali, kaan mein baali
Naino mein kajra hotho pe laali nakhre bade mote khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Bholi surat dil ke khote
Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
Husn aur ishq ki yeh ladayi,
Suru se jag mein hoti aayi
Chitalkar:
Na koi jeete na koi haare,
Ajee kyoon na phir miljaaye pyaare
Lata, chitalkar:
Na tum bade na hum chhote