Album: Parchhain (1952) Katate hain dukh mein din Pehlu badal badal ke Rehte hain dil ke dil mein Armaan machal machal ke Katate hain dukh mein din Tadpayega kaha tak Aye dard-e-dil bata de Ruswasahi mein karde Aansoo nikal nikal ke Katate hain dukh mein din Yeh khwaap par jo chamke Yeh khwaap par jo […]
