Chahoonga Main Tujhe Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Dosti (1964)

Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga

Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere

Dekh mujhe sab hain pata
Sunta hain tu mann ki sada
Dekh mujhe sab hain pata
Sunta hain tu mann ki sada

Mitwa, mere yaar tujhko baar baar
Awaaz mein na doonga
Awaaz mein na doonga

Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga
Chahoonga main tujhe saanj savere

Dard bhi tu, chain bhi tu
Daras bhi tu, nain bhi tu
Dard bhi tu, chain bhi tu
Daras bhi tu, nain bhi tu

Mitwa, mere yaar tujhko baar baar
Awaaz mein na doonga
Awaaz mein na doonga

Chahoonga main tujhe saanj savere
Phir bhi kabhi ab naam ko tere
Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga

Awaaz main na doonga
Awaaz main na doonga