Album: Kaajal (1965)
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Kuch aur nahin hain jaam hain yeh
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Kuch aur nahin hain jaam hain yeh
Kudrat jo humko baksha hain
Woh sabse haseen inaam hain
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Sharma ke na yunhi kho dena
Rangeen jawani ki ghadiya
Sharma ke na yun hi kho dena
Rangeen jawani ki ghadiya
Betaab dhadakte seenon ka
Armaan bhara paigaam hain yeh
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Kuch aur nahin hain jaam hain yeh
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Acchon ko bura sabit karna
Duniya ki purani aadat hain
Acchon ko bra sabit karna
Duniya ki purani aadat hain
Ismai ko mubarak cheez samajh
Maana ki bohot badnaam hain yeh
Chhoo lene do naazuk hoton ko
Kuch aur nahin hain jaam hain yeh
Kudrat jo humko baksha hain
Woh sabse haseen inaam hain
Chhoo lene do naazuk hoton ko