Song: Chhoti Si Umar Me Lag Gaya Rog
Movie: Bairaag
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music By: Kalyanji-Anandji
Lyricist(s): Anand Bakshi
Chhoti si umar me lag gaya rog
(Chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hain log
Mai mar jayungi ho mai mar jayungi) – (2)
Par marne se pehle, kuchh karne se pehle
Le ke tera nam, tujhe badnam
Mai kar jayungi, ho mai mar jayungi
Ho ho……..
Yehe kisi sahari chhori ki, prit nahi hai babu – (2)
Ek banjaran keh mataware, naino kaa hai jadu
Too naa jaa meree muskan pe, khel jayungi mai ji jan pe
Chhodungi naa sath -2, aisi kya hai bat
Ke mai dar jayungi, ho mai mar jayungi
Chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hain log
Mai mar jayungi ho mai mar jayungi
Par marne se pehle, kuchh karne se pehle
Le ke tera nam, tujhe badnam
Mai kar jayungi, ho mai mar jayungi
Ho ho……….
Kab talak rokega mera rasta laj kaa pahara – (2)
Yad yeh rakhna too sajana, yeh mera wada thehra
Babul ki galiya chhod ke, aayungi chunariya odhake
Layike umang -2, sainya tere sang
Tere ghar jayungi, ho mai mar jayungi
Chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hain log
Mai mar jayungi ho mai mar jayungi
Par marne se pehle, kuchh karne se pehle
Le ke tera nam, tujhe badnam
Mai kar jayungi, ho mai mar jayungi