Album name:-Prem Aggan (1998)
Singer: Priscilla Corner, Abhijeet
Actor:-Meghna Kothari, Fardeen Khan
Lyricist:-Santosh Anand, Rahat Indori, Sudarshan Faakir, M G Hashmat
Music By:-Anu Malik
dekh ke tujhko sabar na aaye
gora badan tera aag lagaye
dekh ke tujhko sabar na aaye
gora badan tera aag lagaye
hota hai kuch kuch dil me mere
hal bura hai pyar me tere
dekh ke tujhko sabar na aaye
tan man mera jalta jaye
hota hai kuch kuch dil me mere
hal bura hai pyar me tere
tune jab chhu liya
mujhko tab yu laga
bad gayi pyas bhi
lag gayi aag si
tu muh se kuch bol de
raj ye khol de aag ye kyo lage
kis taraha ye bujhe
tujhme bhi aag hai mujhme bhi aag hai
aa bata du tujhe aag ye kab bujhe
dil se jab dil mile
lab se jab lab sile tab bujhe ye agan
aye meri gule badan
ye hi hai ye hi hai ye hi hai
prem agan ye hi hai prem agan
dekh ke tujhko sabar na aaye
tan man mera jalta jaye
hota hai kuch kuch dil me mere
hal bura hai pyar me tere
ek hasin aag si ab jo tan me lagi
mujhko kuch yu laga
vakat bhi tham gaya
dil me halchal machi chha gayi bekhudi
ab meri jindagi lag rahi hai nayi
aa mujhe tham le pyar ka jam le
aaj hai ye ajal aaye hai ye gajab
kab tlak ye talb kya hai iska sabab
do hi pal me sajan lage ye agan
ye hi hai ye hi hai ye hi hai
prem agan ye hi hai prem agan
dekh ke tujhko sabar na aaye
gora badan tera aag lagaye
hota hai kuch kuch dil me mere
hal bura hai pyar me tere