Desh Mein Sankat Aaya Hai Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Desh Mein Sankat Aaya Hai
Movie: Aapki Sewa Mein
Singer(s): G M Sajan, Mohammad Rafi
Music By: Datta Davjekar
Lyricist(s): Mahipal

(Desh me sankat aaya hai – 2
Aaya hai) – (2)
Desh me sankat aaya hai
(Desh me sankat aaya hai
Ab kuch karke dikhlana hai) – (2)
Kam khane ka sab logo ko
Bada hunar dikhlana hai
Naya hunar sikhlana hai
Desh me sankat aaya hai

(Aadhi thali chhod chhod kar
Budho ko uth jane do) – (2)
Nojawano ko mehnat karke
Sukhe chane chabane do
Aaj ki nariyo bahu betiyo

Punya lut lo punya lut lo
(Langan karke punay lutlo
Yeh mauka mat jane do) – (2)
(Yahi sandesha gali gali me
Aaj hame pahuchana hai) – (2)
Kam khane ka sab logo ko
Bada hunar dikhlana hai
Naya hunar sikhlana hai
Desh me sankat aaya hai

(Do roti khata ho usko
Adhi pe majbur karo) – (2)
Kam nashi mehman aaye
(Kam nashi mehman aaye
To dhakke maro dur karo) – (2)
(Nayi roshni se logo ko
Naya sabak samjhana hai) – (2)
Kam khane ka sab logo ko
Bada hunar dikhlana hai
Naya hunar sikhlana hai
Desh me sankat aaya hai

Bade niwale tum na khao
Bacho ko ye sikh de – 2
(Ghar pe bukha aaye mangne
Lekin usko bikh do) – (2)
Chin lo chin lo – 2