Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Khada hoon aaj bhi roti ke chaar harq liye
Khada hoon aaj bhi roti ke chaar harq liye
Khada hoon aaj bhi roti ke chaar harq liye
Sawal yeh hai kitabon ne kya diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Safed sang ki chadar lapet kar mujhpar
Safed sang ki chadar lapet kar mujhpar
Fasil-e-shaher mein kisne saja diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Main ek zarra bulandi ko choone nikla tha
Main ek zarra bulandi ko choone nikla tha
Main ek zarra bulandi ko choone nikla tha
Hawa ne thaam se zameen par gira diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko
Main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko
Dhuan banake fiza mein uda diya mujhko