Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name :-Mohar (1959)
Singer :-Lata Mangeshkar
Lyricist :-Rajinder Krishan
Music :Madan Mohan

dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana
dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana
chand sitare us par vare
pyar hai uska najrana
dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana

dekh ke jiska jalva
suraj pani barta hai
ha suraj pani barta hai
aasman me uthte aage
jhuk kar sajde karta hai
tu jhuk kar sajde karta hai
mast hawaye jab laharaye
gaye usi afana
dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana

vo jo baho me aan mile to
sok bahare sarmaye
bhule se jo hans dete
phulo ko pasine aa jaye
phulo ko pasine aa jaye
hosh udha ja samne aa ja
aake kyu hai begana

dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana
chand sitare us par vare
pyar hai uska najrana
dil se hai pyara jiska ishara
dil usi ka diwana

lyrics typed by : priya bhati