Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda
Ek bhale manus ko
Amanush bana ke choda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda
Sagar kitna mere paas hain
Mere jeevan mein phir bhi pyas hain
Sagar kitna mere paas hain
Mere jeevan mein phir bhi pyas hain
Hain pyaas badi jeevan thoda
Amanush bane ke choda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda
Kehte hain yeh duniya ke raaste
Koi manzil nahi tere vaste
Kehte hain yeh duniya ke raaste
Koi manzil nahi tere vaste
Nakamiyon se naata mera joda
Amanush bane ke choda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda
Dhooba suraj phir se nikle
Raheta nahi hain andhera
Mera suraj aisa rootha
Dekha na maine savera
Ujaalon ne saath mera choda
Amanush bane ke choda
Dil aisa kisi ne mera toda
Barbadi ki taraf aisa moda