Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Dil Ka Khazana Khol Diya
Movie: Aandhiyan
Singer(s): Asha Bhosle
Music By: Ali Akbar Khan
Lyricist(s): Pandit Narendra Sharma

Dil ka khazana khol diya – 2
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha

Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar, nayi bahar
Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha

Bagiya khushi ki phuli hai
Main phuli nahi samayi
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka

Kadmo mein kaliya bichhati hun
Tum in ko phul bana lena – 2
Adhuri kisi ki aasha ka
Tum apana bana ke khila lena

Tum dulhan bankar aaogi – 2
Khushiya lutane aayi hun – 2
Khushiya lutane aayi hun
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya, dil ka