Dil Ke Mere Arman Tarse Re Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Dil Ke Mere Arman Tarse Re
Movie: Aanch
Singer(s): Mahalaxmi Iyer, Sonu Nigam
Music By: Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Lyricist(s): Sudhakar Sharma

(Dil ke mere arman tarse re
Ab nahi rahta dil ye bas me re) – (2)
(Dilbar jani dil ye pukare aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aa dil me sama ja re) – (2)
Dil ke mere arman tarse re
Ab nahi rahta dil ye bas me re

Tum jo mere sath ho to sanam
Mehandi ye gehri rachegi
Tere mere pyar ki jane ja
Duniya yahi par basegi
Aanch aanch ye kya
Aanch huyi sona
Teri chahat ka hai jadu tona
Ab nahi tadpana dur nahi jana
Aur kahu mai kya oo jane jana
Aa mera sansar basa de aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aa dil me sama ja re
Dilbar jani dil ye pukare aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aa dil me sama ja re

Tere liye itna tadpa hu mai
Tu meri banke rahegi
Sanso me mere basi tu hi tu
Tu mere dil me rahegi
Ye teri julfe kajrari aankhe
Phul badan chehra mahki si sanse
Dekha hai jab se tab se hu diwana
Hosh nahi mujhko o jane jana
(Yaar mera ye pyar pukare aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aa dil me sama ja re) – (2)