Duniya Ne To Mujhko Chhod Diya Lyrics

Posted by & filed under , , , .

name:-Sharada (1957)
singer :Manna Dey
Actor:- Raj Kapoor
Lyricist:-Rajinder Krishan
Music By:-Chitalkar Ramchandra

duniya ne to mujhko chhod diya
khub kiya arey khub kiya botal ki taraf muh mod diya
botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya

wo ghadiya khawab ki ghadiya thi
mai jin ghadiyo me jaga tha duniya ki khushi ek saya thi
duniya ki khushi ek saya thi
mai jiski lagan me bhaga tha mai jiski lagan me bhaga tha
pavo ko jo mere tod diya khub kiya arey khub kiya
botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya

jab mujhse zamana dur hua jab mujhse zamana dur hua
botal ne kaha batau kya kaha har dard ke mare ko ek din
to padti hai jarurat to meri padti hai jarurat to meri
tute huye dil ko jod diya khub kiya arey khub kiya
duniya ne to mujhko chhod diya khub kiya arey khub kiya