Ek Tamanna Jeewan Ki Lyrics

Posted by & filed under , , , , .


Song: Ek Tamanna Jeewan Ki
Movie: Aankhen (1993)
Singer(s): Kumar Sanu, Asha Bhosle
Music By: Bappi Lahiri
Lyricist(s): Indeevar

(Ek tamanna jeewan ki -2, main pyar tera hi paun
(Shadi tujhi se ho meri, (chahen shadi ke din mar jaun -2)) – (2)

(Na tujhe janu na pahachanu kyon tu gale padi hai
Samajh ke mujhako apana deewana ghere huye khadi hai) – (2)
Tera hi to tha ye kehna tere bin mujhako nahi rehna
Tera wada tera irada tujhako yad dilau
Shadi tujhi se ho meri, chahen shadi ke din mar jau – (2)
Ek tamanna jeewan ki -2, main pyar tera hi pau
Shadi tujhi se ho meri, chahen shadi ke din mar jau – (2)

(Hamra dil jo tod diya to hasin ye bhi kar jaiye
Hame yad karega teri chaukhat par mar jaayive) – (2)
Jo bhula tha yad woh aaya main hu wahi jo tune banaya
Na ho dukhi o chandramukhi chhod ke kahin na jau
Shadi tujhi se ho meri chahen shadi ke din mar jau – (2)
Ek tamanna jeewan ki -2, main pyar tera hi pau
Shadi tujhi se ho meri chahen shadi ke din mar jau – (2)