Hame Tumse Hua Hai Pyar Lyrics

Posted by & filed under , , .

Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Movie / Album: Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (2004)
Actor: Divya Khosla, Akshay Kumar

hame tumse hua hai pyar ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
ham iss ada pe kyun naa mare

tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
ham iss ada pe kyun naa mare

hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare

bas ham tumhe dekha kare
baithi raho aaghosh men
aisi bhi kya diwangi
bilkul nahee ho tum hosh men

janeman janejana chhodiye bhi satana
ham iss jalan men kab tak jale

tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare

kahne lagi bechainiya
abb dooriyaan hai mushkil badi
panchhi piya pardesiya
kaise jiye ham abb yeh ghadi

aap se aarju hai aap se jindgi hai
aap ke bina ham kaise rahe

hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare