Hanste Gaate Jahaan Jindagi Hai Safar Hai Suhana (Slow) Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Andaz (1971)
Singer: –Mohammed Rafi
Actor:- Shammi Kapoor, Hema Malini
Lyricist :Hasrat Jaipuri
Music By:-Shankar Jaikishan

hanste gate jaha se gujar
duniya ki tu parvaah na kar
hanste gate jaha se gujar
duniya ki tu parvaah na kar
muskurate huye din bitana
yaha kal kya ho kisne jana
jindagi ek safar hai suhana
yaha kal kya ho kisne jaana

jindagi ek safar hai suhana
yaha kal kya ho kisne jaana

maut aani hai aayegi ek din
jaan jani hai jayegi ek din
ha maut aani hai aayegi ek din
jaan jani hai jayegi ek din
aisi baato se kya ghabarana
kya kal kya ho kisne jana
jindagi ek safar hai suhana
yaha kal kya ho

lyrics type by : priya bhati