Ho Kaga Kara Kaga, Kara Kara Kaga Mil Gaya Bich Bajariya Lyrics

Posted by & filed under , , .

Singer: Alka Yagnik
Movie / Album: Deewaar (2004)
Actor: Sanjay Dutt

tere dil me jo hai piya
kaga mohe sab kah gaya
ho kaga
ho kaga kara kaga
ho kaga kara kaga
kara kara kara kaga
mil gaya bich bazariya

ho kaga kara kaga
mil gaya bich bazariya
chonch mar ke bol gaya
wo tori sari batiya

kaga kara kara kara kaga
mil gaya bich bazariya
chonch mar ke bol gaya
wo tori sari batiya

aadhi rat me bharne baithe
kuye se mai to pani hoye achha
aadhi rat me bharne baithe
kuye se ye to pani

rasta roke kaga bole
tham ja dil mastani
haye raba oo haye raba
hai chor tumhara saiya
na tham lu uski baiya
warna todega gagriya

kaga ho kara ho kara kara kaga
mil gaya bich bazariya
chonch mar ke bol gaya
wo tori sari batiya
kaga ho kara ho kara kara kaga

aadhi rat me kaga aaya bola
dilbar jani achha oye hoye
aadhi rat me kaga aaya bola
dilbar jani arey kiske pyar
me pad gayi pagli ho gayi tu diwani
haye raba ho haye raba na na re na

koi tujh sa nahi hai saiya
le tham le mori baiya
mera tu hi hai sawariya

kaga kara kara kara kaga
mil gaya bich bazariya
chonch mar ke bol gaya
wo tori sari batiya
kaga kara kaga kara kara kara kaga