Hoga Kya Aage Janab Dekhna Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Khoon Ka Badla Khoon (1978)
Singer :Vani Jairam, Mohammed Rafi
Lyricist:-S H Bihari
Music By:-O P Nayyar

katil ki nigaho se bach kar
ek zam chura ke lai hu
aankho se utha hotho se laga
mai khud hi ek surahi hu
pani ko zamana pita hai
is aag ko aaj to pina hai
anjam se budjil darte hai
har hal me humko jina hai

ae ji hoga kya aage janab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
ae ji hoga kya aage janab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
haye abhi to sawal hai jawab dekhna

ye husn tera mohabbat meri
hai rango bhari jawani teri
ye husn tera mohabbat meri
hai rango bhari jawani teri
ha ji chahata hai jawani luta du
tujhe aaj ek nai jannat dikha du
aankh sharabi hoth gulabi
aankh sharabi hoth gulabi
mere hath hai dil ki chabi
mere dil ki chabi
o mera gora gulabi shabab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
ae ji hoga kya aage janab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
haye abhi to sawal hai jawab dekhna

natije se hum darte nahi
jo dete hai jaa wo marte nahi
natije se hum darte nahi
jo dete hai jaa wo marte nahi
mere hath ki tum dekhna safai
jo hai wo batau maze ki duhai
hum bhi khiladi tum bhi khiladi
hum bhi khiladi tum bhi khiladi
chakkar baz hai duniya sari duniya sari

ho yaro yaro ki yari ka kamal dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
ae ji hoga kya aage janab dekhna
abhi to sawal hai jawab dekhna
haye abhi to sawal hai jawab dekhna
haye abhi to sawal hai jawab dekhna

lyrics typed by : rekha panghal