Hum Kal Kaya Thay Hum Aaj Kaya Hain Hum Uss Desh Ke Waasi Hain Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

name:- Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1961)
singer :Mukesh
Actor:- Raj Kapoor,Padmini,
Lyricist :Hasrat Jaipuri
Music By:Shankar Jaikishan

hum kal kya the hum aaj hai kya
iska nahi hai abhiman hame
hum kal kya the hum aaj hai kya
iska nahi hai abhiman hame
rah pe aage badhna hai
hai uski bhi pahchan hame
hai uski bhi pahchan hame

is dhara ko kisne luta
ki banke bhala kab rahti hai
hum us desh ke wasi hai
hum us desh ke wasi hai
jis desh me ganga bahti hai
jis desh me ganga bahti hai