Is Shane Karam Ka Kya Kehna Lyrics

Posted by & filed under .


Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Movie : Kachche Dhaage (1999)
Actor: Saif Ali Khan, Ajay Devgan

Is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
dar pe jo sama ki aate hai
ek teri garibi ka sadka
ho dhan ki murade pate hai
is shane shane karam ka kya kahna
is shane shane karam ka kya kahna
mushkil ko tu aasan bana deta hai
mushkil ko tu aasan bana deta hai
har unchi ummid khila deta hai
har unchi ummid khila deta hai
takdir se jo ho jaya bhai sajda
us bhai ko bhai mila deta hai
shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna

is dar ki sajawat kya kahiye
is dar ki sajawat kya kahiye
is dar ki sajawat kya kahiye
is dar ki sajawat kya kahiye
pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai
pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai
kachhe dhage se bandhe log chale aate hai
kachhe dhage se bandhe log chale aate hai
tu mila deta hai bichhde hue insano ko
tu mila deta hai bichhde hue insano ko
tere karam shane par log ye ithlate hai
is dar ki sajawat kya kahiye
is dar ki sajawat kya kahiye
khali na kayamat ka mozi
khali na kayamat ka mozi

mohtaz yaha jo aate hai
mohtaz yaha jo aate hai
wo jholiya bhar ke jate hai
mohtaz yaha jo aate hai
wo jholiya bhar ke jate hai
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna
is shane karam ka kya kahna