Ishq Chandi Hai Ishq Sona Hai

Posted by & filed under , .


Singer: Hema Sardesai, Shankar Mahadevan
Movie / Album: Biwi No. 1 (1999)
Actor: Sushmita Sen, Salman Khan

ishq chandi hai,ishq sona hai
ishq chandi hai,ishq sona hai

sona sona baba sona sona
baba sona sona

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

ishq chandi hai ishq sona hai
ishq chandi hai ishq sona hai

sona sona baba sona sona
baba sona sona

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

is umar me to aisa hota hai
nind udti hai chain khota hai
yad aati hai jan jati hai
premi jagte hai jag sota hai

is umar me to aisa hota hai
nind udti hai chain khota hai
yad aati hai jan jati hai
premi jagte hai jag sota hai

kabhi hasna hai kabhi rona hai
kabhi hasna hai kabhi rona hai

sona sona baba sona sona
baba sona sona

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hum diwano se log jalte hai
aisa karte hai bhag chalte hai
dil jo kahta hai hum wo karte hai
is jamane se hum kya darte hai

hum diwano se log jalte hai
aisa karte hai bhag chalte hai
dil jo kahta hai hum wo karte hai
is jamane se hum kya darte hai

ishq jadu hai ishq tona hai
ishq jadu hai ishq tona hai

sona sona baba sona sona
baba sona sona

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

ishq chandi hai,ishq sona hai
ishq chandi hai,ishq sona hai

sona sona baba sona sona
baba sona sona

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai

hai jawani to ishq hona hai
hai jawani to ishq hona hai