Jaan-e -tamanna Kya Kar Dala Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-CID 909 (1967)
Singer:-Mahendra Kapoor, Asha Bhosle
Actor:- Mumtaz
Lyricist:-S H Bihari
Music By:-O P Nayyar

jane tamanna kya kar dala aanchal me muskake
jane tamanna kya kar dala aanchal me muskake
dil ki dhadkan or bhada di yu dekha sharma ke
jane tamanna kya kar dala

kitna hasi hai teri aankho ka jadu
kitna hasi hai teri aankho ka jadu
khushbu me dubi hui sanso ka jadu
dil ko lubhane wali bato ka jadu
bato ka jadu har gayi mai sab kuch apna
in kadmo me aake har gayi mai sab kuch apna
in kadmo me aake dil ki dhadkan or bhada di
yu dekha sharma ke jane tamanna kya kar dala

betab dil hai mera madhosh aankhe
betab dil hai mera madhosh aankhe
karta hu dil se apne teri hi bate
kaise gujaru apni bechain rate
bechain rate mere dil me aa jao tum
dunia ko thukrake mere dil me aa jao tum
dunia ko thukrake jane tamanna kya kar dala
aanchal me muskake dil ki dhadkan or bhada di
yu dekha sharma ke jane tamanna kya kar dala