Singer: Lata Mangeshkar
Movie / Album: Veer Zaara (2004)
Actor: Preity Zinta, Shahrukh Khan
jane kyu khawabo ka mausam hai aur mai hu
mausam hai aur mai hu
jane kyu yaado ki sabnam hai aur mai hu
sabnam hai aur mai hu
yaade layi khushiya bhi aanshu bhi
jane ek aisa sangam hai aur mai hu
sangam hai aur mai hu
barse jo rang itne sare rangeen huye sab najare
barse jo rang itne sare rangeen huye sab najare
lekin mera kahi bhi lagata nahi bin tumhare
tumko bas tumko dil dunde dil mange
jane kyu har lamha ye sitam hai aur mai hu
ye sitam hai aur mai hu
jane kyu khawabo ka mausam hai aur mai hu
mausam hai aur mai hu
ye wadiya ab so gayi hai
kohre me hi kho gayi hai
ye wadiya ab so gayi hai
kohre me hi kho gayi hai
sari fija ab sanse roke gumsum si ho gayi hai
sari duniya hi ab koi nahi aise
jane kyu mera humdam hai aur mai hu
humdam hai aur mai hu
jane kyu khawabo ka mausam hai aur mai hu
mausam hai aur mai hu
jane kyu yaado ki sabnam hai aur mai hu
sabnam hai aur mai hu
yaade layi khushiya bhi aanshu bhi
jane ek aisa sangam hai aur mai hu
sangam hai aur mai hu