Song: Jalega Jaha Sanam Chup Rahiye
Movie: Aankh Micholi (1962)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music By: Chitragupta Shrivastava
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
(Jalega jaha
Sanam chup rahiye
Diya tumhe dil
Kisi se mat kahiye
Aise me zamane
Ko batana nahi chahiye) – (2)
Jalega jaha
Sanam chup rahiye
Teri jo nazar mil mil ke ruke
Mathe pe ghata ki zulf jhuke
Teri jo nazar
Teri jo nazar mil mil ke ruke
Mathe pe ghata ki zulf jhuke
Bijli dilo pe hay gire na kaise
Zulfe hata ke
Muskana nahi chahiye
Jalega jaha sanam chup rahiye
Diya tumhe dil kisi se mat kahiye
Aise me zamane
Ko batana nahi chahiye
Jalega jaha sanam chup rahiye
Jitni lagan ulfat ki badhe
Mukhde pe rangat aur chadhhe
Jitni lagan
Jitni lagan ulfat ki badhe
Mukhde pe rangat aur chadhhe
Mukh pe rumal
Zara ghuma na aise
Shola ko hawa se
Bhadkana nahi chahiye
Jalega jaha sanam chup rahiye
Diya tumhe dil
Kisi se mat kahiye
Aise me zamane
Ko batana nahi chahiye
Jalega jaha
Sanam chup rahiye
Tujh pe jale kyu sari mehfil
Jalne ko hai jab tak mera dil
Tujh pe jale
Tujh pe jale kyu sari mehfil
Jalne ko hai jab tak mera dil
Shama ka diwana
Parwana ho jaise
Hum hai to koi
Parwana nahi chahiye
Jalega jaha sanam chup rahiye
Diya tumhe dil kisi se mat kahiye
Aise me zamane
Ko batana nahi chahiye
Jalega jaha sanam chup rahiye