Jane Kaha Gaye Tum Lyrics

Posted by & filed under , , .


Song: Jane Kaha Gaye Tum
Movie: Aaja Sanam (1975)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music By: Usha Khanna
Lyricist(s): M. K. Javed

Jane kaha gaye tum – 2
Bechain hai rangin najare – 2
Jane kaha gaye tum – 2

Charo taraf viraniya hai charo taraf
Charo taraf viraniya hai
Khamoshiya hai tanhayiya hai
Jane kaha gaye tum
Bechain hai rangin najare – 2
Jane kaha gaye tum

Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas
Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas jivan ki rahe
Jane kaha gaye tum
Bechain hai rangin najare – 2
Jane kaha gaye tum

Tumko pukare tuta hua dil tumko pukare
Tumko pukare tuta hua dil
Ashko me aaho me duba hua dil
Jane kaha gaye tum – 2
Bechain hai rangin najare – 2
Jane kaha gaye tum – 3