Jeena Toh Hai, Par Ai Dil Kahan, Are Bhathu To Nahi Milti Zami Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Daulat Ke Dushman (1983)
Singer : Kishore Kumar
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-R D Burman

jina to hai par ae dil kaha
jina to hai par ae dil kaha
arey baithu to nahi milti hai zami
mai udana chahu to hai dur aasma
naraz koi na koi meharba
na kahi koi bijli na koi aashiya
naraz koi na koi meharba
na kahi koi bijli na koi aashiya
arey baithu to nahi milti hai zami
mai udana chahu to hai dur aasma
jina to hai par ae dil kaha

jalta hai badan kahi saya nahi
kisi aanchal ke badle hai sulgata dhuya
jalta hai badan kahi saya nahi
kisi aanchal ke badle hai sulgata dhuya
arey baithu to nahi milti hai zami
mai udana chahu to hai dur aasma
jina to hai par ae dil kaha
jina to hai par ae dil kaha