Jeenke Liye Mai Diwana Bana Lyrics

Posted by & filed under , , .


Song: Jeenke Liye Mai Diwana Bana
Movie: Aao Pyar Karen (1964)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music By: Usha Khanna
Lyricist(s): Rajendra Krishan

(Jeenke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe) – 2
Ya khuda ya khuda – 2
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Mem shaab sigrate

(Afsana chahate the afsana ban gaya
Diwana chahate the diwana ban gaya) – 2
Vo to samma na bane marzi unki
Mai to hu dur dekho
Parwana ban gaya
Ya khuda ya khuda – 2
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe

(Muft me naam khoya dil bhi gava baithe
Ishq bura ho tera rog laga baithe) – 2
Jaye to jaye kaha koi thikana nahi
Duniya ko chhoad ke tere dar pe aa baithe
Ya khuda ya khuda – 2
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Mam sahab salam

(Bhoole se puch kabhi diwane haal kya hai
Aankhe udas kyu hai dil me malala kya hai) – 2
Hum to yahi kahege husan ki kher ho
Pyase dildar ke hai
Aur sawal kya hai
Ya khuda ya khuda – 2
Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe

Jinke liye mai diwana bana
Vo bhi kahte hai diwana mujhe
Ya khuda ya khuda – 2