Jhuk Jhuk Jaye Nazar Sharmaye Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Jhuk Jhuk Jaye Nazar Sharmaye
Movie: Abe Hayat
Singer(s): Geeta Dutt
Music By: Sardar Malik
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri

Hoy
(Jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se) – (2)
Kuch bhi kaha na jaye
Aaa aaa aaa aaa – 2

(Kisne saja di pyar ki duniya
Ulfat ke ikrar ki duniya) – (2)
Kyun na unpar jaan luta du
Aaj mili hai bahar ki duniya
Hosh kaha hai chal yaha hai
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se
Jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se
Kuch bhi kaha na jaye

(Mai to kahu wo jadugar hai
Dil ye kahe ulfat ka asar hai) – (2)
Kiski malum hai bate tauba
Kiski malum hai tauba
Kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se
Jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se
Kuch bhi kaha na jaye

(Jab wo hamare samne aaye
Nazre daman chumne jaye) – (2)
Dil ki bate dil me hi ghume
Hotho ki kaliya tharraye
Mai sharmau chhup chhup jau
Kuch bhi kaha na jaye
Kuch bhi kaha na jaye un se
Jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
Kuch bhi kaha naa jaye
Kuch bhi kaha naa jaye un se
Kuch bhi kaha naa jaye