Jindgi Bebas Huyi Hai Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Jindgi Bebas Huyi Hai
Movie: Anarkali
Singer(s): Lata Mangeshkar

Jindgi bebas huyi hai bekasi kaa sath hai
Ek ham hain iss kafas me ya kuda kee jat hai

O aasman wale shikwa hai jindgi kaa – (2)
Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa

(Too dekhta rahe aur dooniya hame saja de
Kya jurm hai mohabbat itana jara bata de) – (2)
Manjil pe kyo luta hai – 2, har karawan kushi kaa

O aasmanwale shikwa hai jindgi kaa
Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa

(Itni si iltija hai tujhse meri dua kee
Allah sharm rakhna dooniya me too wafa kee) – (2)
Hota hai maut hee toh – 2 anjam jindgi kaa

O aasman wale shikwa hai jindgi kaa
Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa