Jiya Se Jiya Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Jiya Se Jiya
Movie: A.R Rahman – Connections
Singer(s): A.R Rahman
Music By: A.R Rahman

Hai ude re ude re ude re ude re ude re umang bina dor ki patang
Ek dusare ke sang jud gaya jiya se jiya
Jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya
Koyi gaaye dhun koyi naache chhun chhun
Koyi kahe sun sun jud gaya jiya se jiya
Ambar se sur taal barase, gulbar se gulhaar barase – (2)
Jud gaya re jud gaya jiya se jiya, jiya se jiya

Yahaan ?? mein dil ke darpan mein
Yahaan dagar dagar mein, gaanvo mein shehar mein
Prem har ek palak mein, har ek palak mein
Prem har ek jhalak mein, har ek jhalak mein
Jud gaya re jud jud gaya re jud gaya re jud gaya
Jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya
O o o o o………
Ude re umang bina dor ki patang, ek dusare ke sang jud gaya
Jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya
Koyi gaaye dhun koyi naache chhun chhun
Koyi kahe sun sun jud gaya jiya se jiya
Jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya, jiya se jiya