Kab Se Dhari Hai Saamne Botal Sharab Ki Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

name:-Sachaai (1969)
singer:-Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Actor:-Sanjeev Kumar, Shammi Kapoor
Lyricist :Rajinder Krishan
Music By: Shankar Jaikishan

kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki

o sagar me aaj dhal ke saya sawab ka
saki ne rukh hi mod diya aftab ka aftab ka
aa baith meri julf ki chhaw me do ghari
aayega tujhko lutf sabe aftab ka
aa baith meri julfo ki chhaw me do ghari
aayega tujhko lutf sabe aftab ka
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki

saki fiza jamane ki kitni udas hai
mai aa gaya ye soch ke maykhana paas hai
maykhana paas hai
tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
jisme mere hasin labo ki mithas hai
tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
jisme mere hasin labo ki mithas hai
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki

saki sharab la ke ye dil bekarar hai
har chiz is kaha ki be etbar hai be etbar hai
jo maykhadi me aa gaya dunia ko chod kar
ek ek lamha uske liye to duswar hai
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki