Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna
Movie: Adhikar – 1938
Singer(s): Pahari Sanyal, Pankaj Mullick

Kaha woh bachpan kaa pyara sapna – (2)
Swarg bhari woh prem kee raina – (2)
Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Bagiyan me miljul ke jana, phulo kaa woh mahal banana – (2)
Dulha dulhan ban byah rachana – (2)
Aanchal dhal ko jan me phirana pyara sapna
Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Hay achanak huwa savera, jag maya ne mann ko ghera – (2)
Ujad gaya woh rain basera – (2)
Tut gaya hanso kaa daina – (2)
Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

Swarg bhari woh prem kee raina – (2)
Kaha woh bachpan kaa pyara sapna

(Abb woh din hain naa prem kee raten
Yad magar hain pyar kee bate) – (2)
Mann lene kee bholi ghaten – (2)
Laj bhare tore do naina – (2)
Pyara sapana