Kangana Pehna Ke Le Jaunga Doli Bhita Ke Le Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:-Police Aur Mujrim (1992)
Singer :Uttara Kelkar, Udit Narayan
Actor:- Avinash Wadhavan
Lyricist:-Dilip K. Tahir
Music By:-Bappi Lahiri

kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna kangna

ye bharpur jawani chal teri mastani ho
bharpur jawani chal teri mastani
dono jaha me ek tu hi mere khwabo ki rani
kahe mujh sataye dil kyu mera jalaye
ho kahe mujh sataye dil kyu mera jalaye
kitni bar kaha hai tune dulhan bana ke le jaunga
kangna haye kangna are
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

tum baate hi banana kar ke kuch na dikhana ho
tum baate hi banana kar ke kuch na dikhana
mai hi bhaga le jaungi tumko tum mat mujhe bhagana
jo kuch tere dil me vo hi mere dil me ho
jo kuch tere dil me vo hi mere dil me
banunga tere dil ka raja baaja baja ke le jaunga
kangna haye kangna are
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga
fir bhi na mani to gori tujhko bhaga ke le jaunga
kangna pehna ke le jaunga doli bitha ke le jaunga

na shadi na sagai pakadne lage kalai
ho na shadi na sagai pakadne lage kalai
har ladki se yahi kaha hoga tumne harjai
dil me laddu fute upar se kyu ruthe
dil me laddu fute upar se kyu ruthe
hui nahi jo pyar se raji jabran utha ke le jaunga