Kaunsi Baat Hai Duniya Mein Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:-Yalgaar (1992)
Singer: Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Actor:-Manisha Koirala
Lyricist:-Sudarshan Faakir
Music By:-Channi Singh

kaun si baat hai duniyaa mein nahin jiskaa ilaaj

hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj

kaun si baat hai

yun to kahti hai ye duniyaa ke mohabbat hai khudaa

phir bhi ilzaamemohabbat pe hi deti hai sazaa
begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
begunaah ko jo sazaa de vo adaalat hai samaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
hamne ulfat ke liye toden hai sab rasmo rivaaj
kaun si baat hai

agar insaan ki sahulat ko bani hain rasmen

kyun mohabbat kaa galaa ghont rahi hain rasmen
mel khaataa nahin rasmon se mohabbat ka mizaaj