Film: Naag Mandi (1966)
Khamosh zindagi ko awaaz de rahe hon
Khamosh zindagi ko awaaz de rahe hon
Tute hue haathon mein kyun saaz de rahe hon
Khamosh zindagi ko
Benoor meri aankhen aur door ka safar hain
Benoor meri aankhen aur door ka safar hain
Uthte hain pao lekin gir jane ka bhi dar hain
Par kaat ke kisi ke parwaaz de rahe hon
Tute hue haathon mein kyun saaz de rahe hon
Khamosh zindagi ko
Aankhon se behta dariya hoto pe aah lekar
Aankhon se behta dariya hoto pe aah lekar
Sahil pe humkhade hain, sahil ki chaa lekar
Barbad-e-mohabat ko naye andaz de rahe hon
Tute hue haathon mein kyun saaz de rahe hon
Khamosh zindagi ko